Raat bohat ho rahi ha
Aj se me kisi ko sms nhi karoga
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kal se karoga abhi raat bohat ho rahi ha sojao,
Good Night
Aj se me kisi ko sms nhi karoga
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kal se karoga abhi raat bohat ho rahi ha sojao,
Good Night
Ek Shakhs Ka Main Bohat Khayal Rakhta Tha
Labon pay harf na hi koi sawal rakhta tha
Kabhi main zabt main itna kamal rakhta tha
Khaber kahan thi mujhy wo bhool jaye ga
Aik aik cheez jo meri sambhal rakhta tha
...Bichartay waqt bazahir to kuch na bola tha
Mager nigah main so so sawal rakhta tha
Woh muskura kay bohat dair chup sa raha
Hansi ki aar main jaise malal rakhta tha
Suna hai ab log usay bohat satatay hain
Jis aik shakhs ka main bohat khayal rakhta tha… ! ?
Aik bohat ameer aadmi nay bohri mann ki tanhae ko door karnay ky liye usnay aik bohat qemti chirya khareed kar di.
Jab wo dobara maan say milnay aaya tu us nay mann say pocha.
"Ami chirya app ko kaisi lagi?
"Wo bohat lazeez thi" Maan ny jawab dia.
