Bana lo usse apna jo tumhain chahta ho...
Bana lo usse apna jo tumhain chahta ho...
"""MOHSIN"""
khuda ki qasam bari mushkil se mila karte hain ye shidat se chahne wale...
Tum Mujhay AL-Wida Nhi kehna
Tum Mujhay
AL-Wida Nhi kehna
Tum Se Naata Hay Yun
Wafaon ka
Jaisy khushbu Se Hay Hawaon ka
Jaisay Honton Se Hai Duaon ka
Jaisay Rishta Hai Dhoop Chaon ka
Jaisay jismoon Se Aatmaoon ka
Saray Bandhan Na Tor k jana
Ab Tere Bin Mujy Nhi Rehna
Tum Mujhy
AL-Wida Nhi Khena.
SWAL kuch b ho JAWAB
"SWAL"
kuch b ho
"JAWAB"
aap hi ho
"RASTA"
koi b ho
"MANZIL"
aap hi ho
"DUKH"
kitna hi ho
"KHUSHI"
aap hi ho
"GUSA"
jitna b ho
Per "DOST"
aap hi ho..
Wo mera hai uska naam koi aur na le
Wo mera hai uska naam koi aur na le,
In bheegti ankhon ka jaam koi aur na le,
Kuch is liye b mene uska hath na chora,
Wo gir jaye to usey koi tham na le..
Ek Hi dar Pe sr ho to sjdon main skun milta haI
Ek Hi dar Pe sr ho to sjdon main skun milta hai,
bhtak jate hain wo log, jin k hzaron KHUDA hote Hain..
(ALLAMA IQBAL)
Meri Mushkil Ko koi Na Aasaan Kr Ska
Dard Uthta hy mager Aah nhi krty
Tum roth Jao Humse To ek Kaam Kr Dana
Main ab bhi waisi hoon
Girl: Kon Ho Tum
Hujoom-e-Dunia se jab kabhi fursat miley
Kaise Mijaz Shrif hyn
Kaise Mijaz Shrif hyn?
Khaksar k dil-e-motahariq-o-dimagh-e- muntasher me ye khadsha-o- andesha mubtala-o-moqaid-e-tajasus hai k kahin dost-e-muhtaram-o-izzat-e-maa-aab banda-e-ranjida-o-sanjida se khafa-o-naraz to nai k arsa-e-daraz se yar-e- fatir-ul-aqal ne banda-e-hakeer-o-faqeer ko koi sms nai kia.
Ye taghaful-e-dil -e-dost hai ya balance ki tehqeer-o-takhfif ki badolat is laparwahi-o-lata'aluqi ka salook-e-pur shikwa barta ja rha hai?
Such Kahon To Mujh Ko Ye Unwaan Bura Lagta Hai
Such Kahon To Mujh Ko Ye Unwaan Bura Lagta Hai Zulm Sehta Hua Insaan Bura Lagta Hai Kis Qadar Ho Gayi Masroof Ye Duniya Apni Ek Din Thehray To Mehmaan Bura Lagta Hai Un Ki Khidmat To Bohat Duur, Bahu Beton Ko Boorhay Maa Baap Ka Farmaan Bura Lagta Hai Mere ALLAH Meri Naslon Ko Zillat Se Nikaal Haath Phailate Hoay Musalman Bura Lagta Hai
Rishtay Nibhana humein b sika do zara
Pyar Har kisi k Bas ka Rog Nahi
Pyar Har kisi k Bas ka Rog Nahi
Umar Beet Jati Hai sirf Is ka Ehsaas Samajhne Mein......?
Honton ko chhuwa usney ehsaas ab tk hy
Honton ko chhuwa usney ehsaas ab tk hy
Aankhen nam or saanson mey aag ab tk hy
Waqt guzar gya Pr uski yaad nhi gai
Uff Wo HARI MIRCH ka sawaad ab tk hai
Usy Main ne hi Likha Tha K
Usy Main ne hi Likha Tha K.!
Lehjy Barf ho jayen to Pighla Nhi krty
Parindy Darr k urr jayen to lota Nhi krty,
Usy Main ne hi Likha tha
Yaqeen uth Jaye to Shayad Kabi Wapis Nhi aata
Hawaon ka koi Tufan Kabi Barish Nhi Lata
Usy Main ne hi Likha Tha K
Sheesha 1 Bar TOOT Jaye to Kabi JURR Nhi Pata.
Wabasta Jin se UMEEDEN hon WO Badal Jayen
To!
JIYA NHI JATA.
Popular Posts
-
Raat Per Sawera Chaa Gaya Suraj Roshni Ke Saath Aa Gaya Ye Mahol Subha Ka Sab Hi Ko Bha Gaya Aur Aap Ne Aankh Kholi To SMS Humara Aa Gaya Go...
-
? ? ? whenever i look at the key-board, saw I & U together ? ? ?
-
Apni bad naseebi ka haal kis kis ko sunao main .. "FARAZ" Girlfrnd k number pe easy load karwane gaya aur easy load wala...
-
Hum Khud Becha Karty Thay Kabhi Dard E Dil Ki Dawa, *** SAQI *** Aaj Waqt Ne Humein Laa Kharra Kiya "Hamari" Hi Dukaan par
-
Mai ne kaha k pyar mai kuch bhi kar sakta hon "Faraz" Us ne muskra k kaha " humara is dafa bijli ka bill tm dena. _/"\_o...
-
"Understanding is deeper than knowing ..! There are many people who know us but very few who understand us.. :)
-
Meri her khata ko maaf kar dena ye soch kr . . "DOSTO" . . K tum khud kon se haji ho:-)
-
Who walks with u through the difficult path of life? Mom? NO Dad? NO Lover/Wife/husband? NO Friends? NO Its only ur chappal ;-) Think zara h...
-
Bohat MehDooD sa ik halqa-e- ehbab hy mera..!! Faqat tanhaiya'n, ruswaiya'n, naadania'n or "Main"..!
-
Hatt Jao Raasta Do PLEASE PLZ… SAMNEY SE HATTO… . . India Cricket Team Ground main aa rahi hai…:-) (\ /) /¤¤) “^—-;”; \,,/”( , ,


