Tujhe Chahte Hain Be-Inteha per Chahna Nahin Aata
On Monday, March 28, 2011
0
comments
Tujhe Chahte hain Be-Inteha per Chahna nahin aata,
Yeh kesi Mohabbat hai ke Hamain kehna nahin aata,
Zindagi main aa Jao hamari Zindagi ban kar,
Ke tere bin Hamein zinda Rehna nahin aata,
Har pal tujhe bus tujhe Duaon main Mangte hain,
Kya karein ke Tumhare siwa kuch Mangna nahin aata.