Phr jang o jadal ka musam hai
On Wednesday, March 30, 2011
0
comments
Phr jang o jadal ka musam hai,
Phr josh hai sab insano me,
Na toup chalegi na goli,
Ye jang hogi maydano me,
Sabz hilali parcham jb,
Maydano me lahraega,
Jeet ka sehra sir lekar,
Har khilari wapas aega,
Geo ki khushi or dream b hai,
Or josh me apni team b hai
Hum team ki shan badhaenge
Or nara e takbeer lagaenge,
Wohi josh b hai or jaan b hai,
captain hamara khan b hai
ALLAH ki madad par yakin kamil hai,
Meri team mri har dua me shamil hai.