Usko Chaha To Muhabbat Ki Samajh Aae Warna

On Wednesday, April 18, 2012 0 comments

Usko Chaha To Muhabbat Ki Samajh Aae Warna,,,,,

Ishq ki takleef k afsany Suna Krty thy........!!!

Mahol Subha Ka Sab Hi Ko Bha Gaya

On Monday, April 9, 2012 0 comments

Raat Per Sawera Chaa Gaya


Suraj Roshni Ke Saath Aa Gaya


Ye Mahol Subha Ka Sab Hi Ko Bha Gaya


Aur Aap Ne Aankh Kholi


To


SMS Humara Aa Gaya



Good Morning .. :)

Ek Ladaki ki 5 Crore Ki Lottery Lagi

On 0 comments

Ek Ladaki ki 5 Crore Ki Lottery Lagi..


Company ne socha achanak bataya to ladki Khushi se mar sakti hai..


company ne pappu ko ye kaam diya


Ke aise batao Ke wo khushhi se mar na jaye..


Pappu ne jake us ladki ko bola:


"Farz karo aap Ka 5 crore ka inaam nikal aaye to aap kya krogi?"


Ladaki : Aap Ke samne dance krongi,


Shaadi Kar longi..


Yehi Nahin..


Aadha Inaam Bhi De dungi... !!


Ye sun kar Sala Pappu Hi Khushi Se Mar Gaya..! ! :-D

Thought 0f The Day

On 0 comments

~ Thought 0f The Day ~
If You Think Positively, Sound Becomes Music, Movement Becomes Dance, Smile Becomes Laughter, Silence Becomes Meditation, And Life Becomes A Celebration.

Wo bewafa hai to mat bura kaho usy

On 0 comments

Wo bewafa hai to mat bura kaho usy
Wah wah wah


Wo bewafa hai to mat bura kaho usy
Kisi aur se pyar krlo dafa kro usy
\(",)
|>
/ \ miti pao g!

Wo Kon Sa Ek Mazak Hai Jo Salon Pehle Bhi Students Krte The

On 0 comments

Wo Kon Sa Ek Mazak Hai Jo Salon Pehle Bhi Students Krte The,
Krte Hain Aur
Humesha Krte Rahenge.?
.
.
.
ANS:
Boht Mazak Ho Gaya Yaar Kal Se Prhai Shru

Machar inhi barishon main

On Sunday, September 25, 2011 0 comments

In barishon se dosti achi nahi Faraz
.
.
.
.
.
.
.
.
Machar inhi barishon main aate hain

Hum Khud Becha Karty Thay Kabhi

On 0 comments

Hum Khud Becha Karty Thay Kabhi Dard E Dil Ki Dawa,


*** SAQI ***


Aaj Waqt Ne Humein Laa Kharra Kiya "Hamari" Hi Dukaan par

Shikwa nahi tum se apne

On 0 comments

Hamain Shikwa nahi tum se apne bhool jane ka,
Ham se he shayed koi khata hui, ke tum ko yaad na rahe,

1947 Ramzan Pakistan Independence Day

On Monday, September 5, 2011 0 comments

1947 mein bhe Ramzan August mein tha; 2011 mein bhe Ramzan August mein hay;
farq sirf itna hay us waqt qoum ko ik mulk ki zarorat the; or aj mulk ko ik qoum ki zaroorat hay....

"Happy Independence Day"

Popular Posts

Powered by Blogger