Afreeki apne khandan k sath jungle main
On Friday, July 1, 2011
0
comments
1 Afreeki apne khandan k sath jungle main rehta tha,
Ed din usse jungle se aik aina mila,
Wo samjha k us ke baap ki tasveer hai, wo usse apne ghar le gaya or us se roz batain karne laga,
Uski bivi ko shak hua,
Ed din shohar ki gair majoodgi main usen shisha nikala or apna aks dekha k bole “acha ye hai wo kalmuhi jis se mera shohar baatain karta tha”
Usne shisha apni saas ko dikhaya to sass ne kaha “Khair hai fikar na kar buddhi hai jaldi mar jaye gi